Zaharila foda
Hazarat urwa ibn Abdul Malik.ke pass Gaye hua the. Ek din apne ladke ko sath lekar shahi Astana dekhne gaye ya ladka Ek Ghode par sawar hua. Ghode ne usko gira diya jis se us ko chot ayi. Us ke sadme Mai wo Jan ba haq hogaya. Us ke baad he urwa ke per mai ek nihayat Zaharila foda hogaya.hakim ne kaha per Kat Dena chahiye warna Zahar pure jisam mai fel kar mot ki wajah ho ga.
Hazarat urwa ne apna per Kat bane ke liye aage badhadiya.hakim ne kaha thodi sharab pi lijiye take takleef ka ahsas kam ho. Jis maraz Mai mujhko sehat ki ummeed bhi ho. Mai us Mai bhi haram zeej se madad nahi Logan.
Hakeem ne auzaro se per Kat diya
Hazart urwa nihayat istiqlaal se baithe rahe aur zaban tasbewh o tahleel mai mashgul rahi.
Jab khun band kar ne ke liye zakham ko daga gaya. Tu darad ki shiddat se be hush ho gaye.
Jab hush Mai aye Tu Kata hua per manga kar dekha aur ulat palat kar us se farmaya.
Us zat ki qasam jisne tujh se Mai bojh uthwaya.us ko khub malum he ke mai tere sath Haram raste par gamizan nahi hua.yaha tak bait ke inteqal aur per ke katne ki musibat par bhi Allah ka shukar karte aur kehate. Allah Tera shukar he mare char hath per mai se tune Ek hi liya aur teen baqi rakhe agar tune kuch liye heTu Bahuat kuch baqi rakha. Agar kuch musibat mai mubtala kiya he.tu Bahuat Dino afiyat mai bhi rakh chuka he.,

0 Comments